Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka
BackHindi movie : Aadmi Sarhak Ka Resung by : Dr K Chaudhry Album : Mere Taraane Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka - 2 Koyee kaam nahin hain mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hu main hun Main hun main hun aadmi sadak ka Mohabbat mera dharm imaan hai - 2 Meri zaat toh sirf insaan hai Wohi jisne banaaye hain dono jahaan - 2 Woh mera raam hain mera rehmaan hai Sar jhuka toh dekhi kaashi aur sajda kiya toh makka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hu main hun Main hun main hun aadmi sadak ka Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka - 2 Peechhe hat jaaun yeh maine seekha nahin -2 Hogi manzil kahan yeh bhi socha nahin Jab barha hausla phat gaya phaasla - 2 Rokne se kisi ke main rukta nahin Himmat hi mera tanga himmat hi mera yakka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hun main hun Main hun main hun aadmi sadak ka Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka - 2 Ek sadak hai yeh insaan ki zindagi - 2 Iske har morh par miltey gam aur khushi Jo bhi ghabraya woh rah gaya raah mein - 2 Barh gaya jo usi ko hai manzil mili Thokar ko mari thokar aur dhakke ko mara dhakka Ke main hun aadmi sadak ka Ke main hun main hun Main hun main hun aadmi sadak ka Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka Ke main hun aadmi sadak ka - 2
Category: Music
Uploaded: April 18th, 2008 @ 4:52 am
Author: drkchaudhry
Length: 04:06
Rating:
Views: 1,401
Tags: chaudhry hai hindi india irada jab kaam kiya koyee mere mushkil nahin pakka taraane
Related Video Links:
» View Video Comments For Koyee kaam nahin hai mushkil jab kiya irada pakka
» View drkchaudhry's Other Uploaded Videos
Video Thumbnails:
Video Embedding Code:
* Embed this video on your website, social bookmark, myspace, or blog.
-
Pages:
Home
YouTube's Blog -
Tags:
wakeboarding videos wake board videos wake board tricks wakeboarding tricks wakeboard tricks wakeboard how to videos wakeboarding how to wakeboarding wakeboard